Friday, August 20, 2004

Kambhakth pyaar

Hum to khade ke khade hi hai apne dahleez par
Unki intezaar me,
Jaane kya kya karna paDa ...
Kambhakth is pyaar me.